Suraj Ko Wapis Paltane Ki Daleel
ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ *ЁЯеА Huzoor sallallaahu alaihi wasallam ne suraj ko wapis paltaya tha kya ye riwayat hai aur hai to konsi hadis me hai (actually kya hai aajkal mai wahabiyun ke beech me hon aur woh log mujhse poochha kerte hain ЁЯеА* Al Jawab....ЁЯСЗ *Sooraj ulthe paaw palthe chaand ishaare se ho chaak Andhe Najdi dekhle Qudrat Rasoolullah ki* Huzur-e-Akdas (Sallallahu Ta`ala Alayhe Wassallam) ke “Aasmani Mujizzat” me `Suraj` palat aane ka Mujizza bhi bohot hi Azim-us-shan Mujizza aur Sadakat-e-Nabuwwat ka ek Behtarin nishan hai. Iska waqiya ye hai ke HAZRAT BIBI ASMA BINTE UMAIS (Radi Allahu Ta`ala Anha) ka bayan hai ki, KHAIBAR ke karib MANZILE SAHBA me HUZUR E AKRAM (Sallallahu Ta`ala Alayhe Wassallam) NAMAZE ASHR padhkar HAZRAT ALI (Radi Allahu Ta`ala Anhu) ki Goud me apna Sar-e-Akdas rakh kar so gaye aur AAP (Sallallahu Ta`ala Alayhe Wassallam) par WAHI naazil hone lagi. Hazrat Ali (Radi Allahu Taala Anhu) Sar-e-Akdas ko apni aagos me liye biathe rahe yahan tak ke unki namaz-e-as...